Sher
siikh le ham se koi zabt-e-junun ke andaz
barson paband rahe par na hila.i zanjir
K
Karamat Ali ShaheediKaramat Ali Shaheedi
siikh le ham se koi zabt-e-junun ke andaz
barson paband rahe par na hila.i zanjir
ayyam musibat ke to kaaTe nahin kaTte
din aish ke ghaDiyon men guzar jaate hain kaise
ji chahega jis ko use chaha na karenge
ham ishq o havas ko kabhi yakja na karenge
siikh le ham se koi zabt-e-junun ke andaaz
barson paaband rahe par na hilaai zanjir
ayyaam musibat ke to kaaTe nahin kaTte
din aish ke ghaDiyon mein guzar jaate hain kaise
ji chaahegaa jis ko use chaahaa na kareinge
ham ishq o havas ko kabhi yakjaa na kareinge
dar-parda sitam ham pe vo kar jaate hain kaise
दर-पर्दा सितम हम पे वो कर जाते हैं कैसे
saamne mere na ghairon se milaataa aankhein
सामने मेरे न ग़ैरों से मिलाता आँखें
mohabbat qata ki tum ne vo koson uD gayaa tum se
मोहब्बत क़त्अ की तुम ने वो कोसों उड़ गया तुम से
ishq mein kamtar hanse aur beshtar royaa kiye
इश्क़ में कमतर हँसे और बेशतर रोया किए
kyaa vaqt-e-sahar hausla baaqi ho duaa kaa
क्या वक़्त-ए-सहर हौसला बाक़ी हो दुआ का
umr-bhar ishq ke aazaar ne sone na diyaa
उम्र-भर इश्क़ के आज़ार ने सोने न दिया