Shayari
ayyaam musibat ke to kaaTe nahin kaTte
din aish ke ghaDiyon mein guzar jaate hain kaise
K
Karamat Ali Shaheedisiikh le ham se koi zabt-e-junun ke andaaz
barson paaband rahe par na hilaai zanjir
سیکھ لے ہم سے کوئی ضبط جنوں کے انداز
برسوں پابند رہے پر نہ ہلائی زنجیر
सीख ले हम से कोई ज़ब्त-ए-जुनूँ के अंदाज़
बरसों पाबंद रहे पर न हिलाई ज़ंजीर