Shayari
phir is ke baad miri raat be-misaal hui
udhar vo shola-badan thaa idhar main paani thaa
baat ye hai ki sabhi bhaai mire dushman hain
masala ye hai ki main yusuf-e-saani bhi nahin
بات یہ ہے کہ سبھی بھائی مرے دشمن ہیں
مسئلہ یہ ہے کہ میں یوسف ثانی بھی نہیں
बात ये है कि सभी भाई मिरे दुश्मन हैं
मसअला ये है कि मैं यूसुफ़-ए-सानी भी नहीं

phir is ke baad miri raat be-misaal hui
udhar vo shola-badan thaa idhar main paani thaa
koi to aae sunaae naved-e-taaza mujhe
uTho ki hashr se pahle hisaab hone lagaa
sach to ye hai ki mire paas hi dirham kam hain
varna is shahr mein is darja giraani bhi nahin
safar rasta saubat khvaab sahraa
samundar vaahima khunaab sahraa
kalisaa maulvi raahib pujaari
kalas minaar but mehraab sahraa