ab is ke baad kuchh bhi nahin ikhtiyaar mein — Salim Saleem
ab is ke baad kuchh bhi nahin ikhtiyaar mein
vo jabr thaa ki khud ko khudaa kar chuke hain ham
Urdu
اب اس کے بعد کچھ بھی نہیں اختیار میں
وہ جبر تھا کہ خود کو خدا کر چکے ہیں ہم
Hindi
अब इस के बाद कुछ भी नहीं इख़्तियार में
वो जब्र था कि ख़ुद को ख़ुदा कर चुके हैं हम

Salim Saleem
Salim Saleem
poet101 quotes