naaseh ki nasihat se hai zid aur bhi dil ko — Shuoor Bilgrami
naaseh ki nasihat se hai zid aur bhi dil ko
suntaa nahin hoshyaar ki divaana hamaaraa
Urdu
ناصح کی نصیحت سے ہے ضد اور بھی دل کو
سنتا نہیں ہوشیار کی دیوانہ ہمارا
Hindi
नासेह की नसीहत से है ज़िद और भी दिल को
सुनता नहीं होश्यार की दीवाना हमारा
S
Shuoor Bilgrami
Shuoor Bilgrami
poet2 quotes