Sher
"shahr ka shahr ye pichhe jo paDa hai mere tere divane men kuchh baat to hoti hogi"
A
Ahsan Gulfam"itni mahnga.i hai marna bhi agar chahun to zahr milta nahin bazar men sasta sahab"
اتنی مہنگائی ہے مرنا بھی اگر چاہوں تو زہر ملتا نہیں بازار میں سستا صاحب
इतनी महँगाई है मरना भी अगर चाहूँ तो ज़हर मिलता नहीं बाज़ार में सस्ता साहब
"shahr ka shahr ye pichhe jo paDa hai mere tere divane men kuchh baat to hoti hogi"
"ye sha.iri ka takalluf badan pe achchha libas sab iltizam usi ek be-vafa ke liye"
"kahne ko faqat ibn-e-ali ibn-e-ali hain dekho to kahin jazba-e-haidar nahin milta"
"mujh ko da.ava nahin yusuf sa hasin hone ka phir bhi hai mera zulekhaon men charcha sahab"
"rahne ko apne paas koi chhat nahin magar chiDiyon ke chahchahane ko angan bana diya"
"ab kahan milta hai ashiq koi sachcha sahab zakhm hi koi laga den mujhe achchha sahab"