Sher
"shahr ka shahr ye pichhe jo paDa hai mere tere divane men kuchh baat to hoti hogi"
A
Ahsan Gulfam"kahne ko faqat ibn-e-ali ibn-e-ali hain dekho to kahin jazba-e-haidar nahin milta"
کہنے کو فقط ابن علی ابن علی ہیں دیکھو تو کہیں جذبۂ حیدر نہیں ملتا
कहने को फ़क़त इब्न-ए-अली इब्न-ए-अली हैं देखो तो कहीं जज़्बा-ए-हैदर नहीं मिलता
"shahr ka shahr ye pichhe jo paDa hai mere tere divane men kuchh baat to hoti hogi"
"ye sha.iri ka takalluf badan pe achchha libas sab iltizam usi ek be-vafa ke liye"
"itni mahnga.i hai marna bhi agar chahun to zahr milta nahin bazar men sasta sahab"
"mujh ko da.ava nahin yusuf sa hasin hone ka phir bhi hai mera zulekhaon men charcha sahab"
"rahne ko apne paas koi chhat nahin magar chiDiyon ke chahchahane ko angan bana diya"
"ab kahan milta hai ashiq koi sachcha sahab zakhm hi koi laga den mujhe achchha sahab"