Sher
"dekh kar mujh ko hans paDe hain vo kis qadar dard-ashna.i hai"
"hain munne ki amma ki pakki saheli shakuran ghafuran vaghaira vaghaira"
ہیں منے کی اما کی پکی سہیلی شکورن غفورن وغیرہ وغیرہ
हैं मुन्ने की अम्मा की पक्की सहेली शकूरन ग़फ़ूरन वग़ैरा वग़ैरा

"dekh kar mujh ko hans paDe hain vo kis qadar dard-ashna.i hai"
"phuul jaate hain zara si baat par kya chane ki daal jaise log hain"
"ik raat dekh lena elan-e-jang hoga gaaDe hain ashiqon ne jhanDe tiri gali men"
"us ne chappal bhi chuum kar maari ye bhi andaz-e-dil-ruba.i hai"
"har chiiz mere ghar ki ashiq hui hai tujh par deti hai meri murghi anDe tiri gali men"
"har ustad sha.ir ke ghar men milenge ye har day ye churan vaghaira vaghaira"