Sher
"dekh kar mujh ko hans paDe hain vo kis qadar dard-ashna.i hai"

betakalluf shaajapuri
dekh kar mujh ko hans paDe hain vo
देख कर मुझ को हँस पड़े हैं वो
phuul jaate hain zara si baat par
फूल जाते हैं ज़रा सी बात पर
ik raat dekh lena elan-e-jang hoga
इक रात देख लेना ए'लान-ए-जंग होगा
us ne chappal bhi chuum kar maari
उस ने चप्पल भी चूम कर मारी
har chiiz mere ghar ki ashiq hui hai tujh par
हर चीज़ मेरे घर की आशिक़ हुई है तुझ पर
har ustad sha.ir ke ghar men milenge
हर उस्ताद शाइ'र के घर में मिलेंगे
"dekh kar mujh ko hans paDe hain vo kis qadar dard-ashna.i hai"
"phuul jaate hain zara si baat par kya chane ki daal jaise log hain"
"ik raat dekh lena elan-e-jang hoga gaaDe hain ashiqon ne jhanDe tiri gali men"
"us ne chappal bhi chuum kar maari ye bhi andaz-e-dil-ruba.i hai"
"har chiiz mere ghar ki ashiq hui hai tujh par deti hai meri murghi anDe tiri gali men"
"har ustad sha.ir ke ghar men milenge ye har day ye churan vaghaira vaghaira"
har ustaad shaair ke ghar mein mileinge
ye har day ye churan vaghaira vaghaira
har chiiz mere ghar ki aashiq hui hai tujh par
deti hai meri murghi anDe tiri gali mein
muskuraate hain gaaliyaan sun kar
ye siyaasat ki be-hayaai hai
hain munne ki ammaa ki pakki saheli
shakuran ghafuran vaghaira vaghaira
chhupaa luun 'be-takalluf' main bhi kaTTe
saudi jaa ke phir chanda karun main
phuul jaate hain zaraa si baat par
kyaa chane ki daal jaise log hain