Sher
"ham to masjid se bhi mayus hi aa.e 'natiq' koi allah ka banda to musalman hota"
N
Natiq Gulavthi"hamare aib men jis se madad mile ham ko hamen hai aaj kal aise kisi hunar ki talash"
ہمارے عیب میں جس سے مدد ملے ہم کو ہمیں ہے آج کل ایسے کسی ہنر کی تلاش
हमारे ऐब में जिस से मदद मिले हम को हमें है आज कल ऐसे किसी हुनर की तलाश
"ham to masjid se bhi mayus hi aa.e 'natiq' koi allah ka banda to musalman hota"
"hamen jo yaad hai ham to usi se kaam lete hain kisi ka naam lena ho usi ka naam lete hain"
"be-khud-e-shauq huun aata hai khuda yaad mujhe rasta bhuul ke baiTha huun sanam-khane ka"
"ab main kya tum se apna haal kahun ba-khuda yaad bhi nahin mujh ko"
"aise bohtan laga.e ki khuda yaad aaya but ne ghabra ke kaha mujh se ki qur.an uTha"
"tum aise achchhe ki achchhe nahin kisi ke saath main vo bura ki kisi ka bura nahin karta"