"hamare aib men jis se madad mile ham ko hamen hai aaj kal aise kisi hunar ki talash"
Natiq Gulavthi
Natiq Gulavthi
Sherशेर
See all 110 →hamare aib men jis se madad mile ham ko
हमारे ऐब में जिस से मदद मिले हम को
kya irade hain vahshat-e-dil ke
क्या इरादे हैं वहशत-ए-दिल के
kahne vaale vo sunne vaala main
कहने वाले वो सुनने वाला मैं
phir chak-damani ki hamen qadr kyuun na ho
फिर चाक-दामनी की हमें क़द्र क्यूँ न हो
kis ko mehrban kahiye kaun mehrban apna
किस को मेहरबाँ कहिए कौन मेहरबाँ अपना
tum aise achchhe ki achchhe nahin kisi ke saath
तुम ऐसे अच्छे कि अच्छे नहीं किसी के साथ
Popular Sher & Shayari
220 total"kya irade hain vahshat-e-dil ke kis se milna hai khaak men mil ke"
"kahne vaale vo sunne vaala main ek bhi aaj dusra na hua"
"phir chak-damani ki hamen qadr kyuun na ho jab aur dusra nahin koi libas paas"
"kis ko mehrban kahiye kaun mehrban apna vaqt ki ye baten hain vaqt ab kahan apna"
"tum aise achchhe ki achchhe nahin kisi ke saath main vo bura ki kisi ka bura nahin karta"
dusron ko kyaa kahiye dusri hai duniyaa hi
ek ek apne ko ham ne dusraa paayaa
zaahir na thaa nahin sahi lekin zuhur thaa
kuchh kyuun na thaa jahaan mein kuchh to zarur thaa
hamaare aib mein jis se madad mile ham ko
hamein hai aaj kal aise kisi hunar ki talaash
ab kahaan guftugu mohabbat ki
aisi baatein hue zamaana huaa
hichkiyon par ho rahaa hai zindagi kaa raag khatm
jhaTke de kar taar toDe jaa rahe hain saaz ke
riyaa-kaari ke sajde shaikh le baiTheinge masjid ko
kisi din dekhnaa ho kar rahegi sar-nigun vo bhi
Ghazalग़ज़ल
kyaa iraade hain vahshat-e-dil ke
क्या इरादे हैं वहशत-ए-दिल के
kyuun khayaal-e-ranj-o-raahat se na hon begaana ham
क्यूँ ख़याल-ए-रंज-ओ-राहत से न हों बेगाना हम
nahin ruktaa to jaa khudaa-haafiz
नहीं रुकता तो जा ख़ुदा-हाफ़िज़
baada-masti aa karaamat ho ke maikhaane mein aa
बादा-मस्ती आ करामत हो के मयख़ाने में आ
aa ke bazm-e-hasti mein kyaa bataaein kyaa paayaa
आ के बज़्म-ए-हस्ती में क्या बताएँ क्या पाया
jiine degaa bhi hamein ai dil jiein bhi yaa na ham
जीने देगा भी हमें ऐ दिल जिएँ भी या न हम





