Sher
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
R
Rabia Sultana Nashad"'nashad' na koi naghma hai ye dard bhara ik naala hai kya samjhe koi dard-e-jigar jab choT na dil par khaa.i ho"
ناشادؔ نہ کوئی نغمہ ہے یہ درد بھرا اک نالہ ہے کیا سمجھے کوئی درد جگر جب چوٹ نہ دل پر کھائی ہو
'नाशाद' न कोई नग़्मा है ये दर्द भरा इक नाला है क्या समझे कोई दर्द-ए-जिगर जब चोट न दिल पर खाई हो
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
"mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai tum aao chand sitaron men dil nahin lagta"
"tiri duniya men rah kar kya karenge khudaya umr bhar roya karenge"
"dekhi thiin kabhi main ne bhi barkha ki baharen ab TuuTe hue dil ko khudara na dukhao"