Sher
"mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai tum aao chand sitaron men dil nahin lagta"
R
Rabia Sultana Nashad"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
وقت اک ضرب لگائے تو غزل ہوتی ہے درد اگر دل میں سمائے تو غزل ہوتی ہے
वक़्त इक ज़र्ब लगाए तो ग़ज़ल होती है दर्द अगर दिल में समाए तो ग़ज़ल होती है
"mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai tum aao chand sitaron men dil nahin lagta"
"tiri duniya men rah kar kya karenge khudaya umr bhar roya karenge"
"'nashad' na koi naghma hai ye dard bhara ik naala hai kya samjhe koi dard-e-jigar jab choT na dil par khaa.i ho"
"dekhi thiin kabhi main ne bhi barkha ki baharen ab TuuTe hue dil ko khudara na dukhao"