Sher
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
R
Rabia Sultana NashadRabia Sultana Nashad
vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai
वक़्त इक ज़र्ब लगाए तो ग़ज़ल होती है
mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai
मिरे लिए शब-ए-महताब इक क़यामत है
tiri duniya men rah kar kya karenge
तिरी दुनिया में रह कर क्या करेंगे
'nashad' na koi naghma hai ye dard bhara ik naala hai
'नाशाद' न कोई नग़्मा है ये दर्द भरा इक नाला है
dekhi thiin kabhi main ne bhi barkha ki baharen
देखी थीं कभी मैं ने भी बरखा की बहारें
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
"mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai tum aao chand sitaron men dil nahin lagta"
"tiri duniya men rah kar kya karenge khudaya umr bhar roya karenge"
"'nashad' na koi naghma hai ye dard bhara ik naala hai kya samjhe koi dard-e-jigar jab choT na dil par khaa.i ho"
"dekhi thiin kabhi main ne bhi barkha ki baharen ab TuuTe hue dil ko khudara na dukhao"
'naashaad' na koi naghma hai ye dard bharaa ik naala hai
kyaa samjhe koi dard-e-jigar jab choT na dil par khaai ho
vaqt ik zarb lagaae to ghazal hoti hai
dard agar dil mein samaae to ghazal hoti hai
mire liye shab-e-mahtaab ik qayaamat hai
tum aao chaand sitaaron mein dil nahin lagtaa
tiri duniyaa mein rah kar kyaa kareinge
khudaayaa umr bhar royaa kareinge
dekhi thiin kabhi main ne bhi barkhaa ki bahaarein
ab TuuTe hue dil ko khudaaraa na dukhaao