Sher
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
R
Rabia Sultana Nashad"tiri duniya men rah kar kya karenge khudaya umr bhar roya karenge"
تری دنیا میں رہ کر کیا کریں گے خدایا عمر بھر رویا کریں گے
तिरी दुनिया में रह कर क्या करेंगे ख़ुदाया उम्र भर रोया करेंगे
"vaqt ik zarb laga.e to ghazal hoti hai dard agar dil men sama.e to ghazal hoti hai"
"mire liye shab-e-mahtab ik qayamat hai tum aao chand sitaron men dil nahin lagta"
"'nashad' na koi naghma hai ye dard bhara ik naala hai kya samjhe koi dard-e-jigar jab choT na dil par khaa.i ho"
"dekhi thiin kabhi main ne bhi barkha ki baharen ab TuuTe hue dil ko khudara na dukhao"