Sher
"qimat-e-jins-e-vafa nim-nigahi tauba aisi baten na karen aap ki sauda na bane"
S
Safdar Mirzapuri"ik nigah-e-ghalat-andaz sahi dil ki akhir koi qimat hogi"
اک نگاہ غلط انداز سہی دل کی آخر کوئی قیمت ہوگی
इक निगाह-ए-ग़लत-अंदाज़ सही दिल की आख़िर कोई क़ीमत होगी
"qimat-e-jins-e-vafa nim-nigahi tauba aisi baten na karen aap ki sauda na bane"
"zara vo khaak men milne na de khun-e-shahidan ko khuda taufiq de itni zamin-e-ku-e-janan ko"
"ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baaqi 'safdar' ab vatan men kabhi ja.enge to mehman honge"
"qismaton se mila hai dard hamen kahin aram-e-dil na ho jaa.e"
"jaur-e-aflak ki shirkat ki zarurat kya hai aap kaafi hain zamane ko satane ke liye"