"qimat-e-jins-e-vafa nim-nigahi tauba aisi baten na karen aap ki sauda na bane"
Safdar Mirzapuri
Safdar Mirzapuri
Sherशेर
qimat-e-jins-e-vafa nim-nigahi tauba
क़ीमत-ए-जिंस-ए-वफ़ा नीम-निगाही तौबा
zara vo khaak men milne na de khun-e-shahidan ko
ज़रा वो ख़ाक में मिलने न दे ख़ून-ए-शहीदाँ को
ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baaqi 'safdar'
घर तो क्या घर का निशाँ भी नहीं बाक़ी 'सफ़दर'
ik nigah-e-ghalat-andaz sahi
इक निगाह-ए-ग़लत-अंदाज़ सही
qismaton se mila hai dard hamen
क़िस्मतों से मिला है दर्द हमें
jaur-e-aflak ki shirkat ki zarurat kya hai
जौर-ए-अफ़्लाक की शिरकत की ज़रूरत क्या है
Popular Sher & Shayari
12 total"zara vo khaak men milne na de khun-e-shahidan ko khuda taufiq de itni zamin-e-ku-e-janan ko"
"ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baaqi 'safdar' ab vatan men kabhi ja.enge to mehman honge"
"ik nigah-e-ghalat-andaz sahi dil ki akhir koi qimat hogi"
"qismaton se mila hai dard hamen kahin aram-e-dil na ho jaa.e"
"jaur-e-aflak ki shirkat ki zarurat kya hai aap kaafi hain zamane ko satane ke liye"
ghar to kyaa ghar kaa nishaan bhi nahin baaqi 'safdar'
ab vatan mein kabhi jaaeinge to mehmaan honge
ik nigaah-e-ghalat-andaaz sahi
dil ki aakhir koi qimat hogi
qismaton se milaa hai dard hamein
kahin aaraam-e-dil na ho jaae
jaur-e-aflaak ki shirkat ki zarurat kyaa hai
aap kaafi hain zamaane ko sataane ke liye
qimat-e-jins-e-vafaa nim-nigaahi tauba
aisi baatein na karein aap ki saudaa na bane
zaraa vo khaak mein milne na de khun-e-shahidaan ko
khudaa taufiq de itni zamin-e-ku-e-jaanaan ko
Ghazalग़ज़ल
jalva us but kaa charaagh-e-rah-e-irfaan niklaa
जल्वा उस बुत का चराग़-ए-रह-ए-इरफाँ निकला
kaleja munh ko aataa hai karein tum se bayaan kyunkar
कलेजा मुँह को आता है करें तुम से बयाँ क्यूँकर
nayaa aalam nazar aataa jo main mahv-e-fughaan hotaa
नया आलम नज़र आता जो मैं महव-ए-फ़ुग़ाँ होता
chup rahaa naadaan aur main dil ko yuun puchhaa kiyaa
चुप रहा नादान और मैं दिल को यूँ पूछा किया
ujaaDegaa jo tu kyaa faaeda ai baaghbaan hogaa
उजाड़ेगा जो तू क्या फ़ाएदा ऐ बाग़बाँ होगा
jis roz se saudaa tiri ulfat kaa hai sar mein
जिस रोज़ से सौदा तिरी उल्फ़त का है सर में





