Sher
"zara vo khaak men milne na de khun-e-shahidan ko khuda taufiq de itni zamin-e-ku-e-janan ko"
S
Safdar Mirzapuri"qimat-e-jins-e-vafa nim-nigahi tauba aisi baten na karen aap ki sauda na bane"
قیمت جنس وفا نیم نگاہی توبہ ایسی باتیں نہ کریں آپ کہ سودا نہ بنے
क़ीमत-ए-जिंस-ए-वफ़ा नीम-निगाही तौबा ऐसी बातें न करें आप कि सौदा न बने
"zara vo khaak men milne na de khun-e-shahidan ko khuda taufiq de itni zamin-e-ku-e-janan ko"
"ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baaqi 'safdar' ab vatan men kabhi ja.enge to mehman honge"
"ik nigah-e-ghalat-andaz sahi dil ki akhir koi qimat hogi"
"qismaton se mila hai dard hamen kahin aram-e-dil na ho jaa.e"
"jaur-e-aflak ki shirkat ki zarurat kya hai aap kaafi hain zamane ko satane ke liye"