Sher
"iid ka din hai gale mil liije ikhtilafat haTa kar rakhiye"

Abdul Salam Bengluri
"iid ka din hai gale mil liije ikhtilafat haTa kar rakhiye"
"sher kahne ki tabi.at na rahi jis se aamad thi vo surat na rahi"
"jo ye hindostan nahin hota to ye urdu zaban nahin hoti"
"dil ki halat bayan nahin hoti khamushi jab zaban nahin hoti"
iid kaa din hai gale mil liije
ikhtilaafaat haTaa kar rakhiye
dil ki haalat bayaan nahin hoti
khaamushi jab zabaan nahin hoti
jo ye hindostaan nahin hotaa
to ye urdu zabaan nahin hoti
sher kahne ki tabiat na rahi
jis se aamad thi vo surat na rahi