Sher
vo mahakta hai jo khushbu ke havalon ki tarah
is ko rakkha hai kitabon men gulabon ki tarah

Afroz Rizvi
vo mahakta hai jo khushbu ke havalon ki tarah
is ko rakkha hai kitabon men gulabon ki tarah
chheDa hai ek naghma-e-shirin bhi ku-ba-ku
dil ne hilal-e-id ki ta.id ke liye
chheDaa hai ek naghma-e-shirin bhi ku-ba-ku
dil ne hilaal-e-id ki taaid ke liye
vo mahaktaa hai jo khushbu ke havaalon ki tarah
is ko rakkhaa hai kitaabon mein gulaabon ki tarah
vo mahaktaa hai jo khushbu ke havaalon ki tarah
वो महकता है जो ख़ुश्बू के हवालों की तरह
ban ban ke bigaDti hai miri baat to dekho
बन बन के बिगड़ती है मिरी बात तो देखो
jin ke raston se sadaa main ne haTaae patthar
जिन के रस्तों से सदा मैं ने हटाए पत्थर
jab tumhaare ishq mein main ne jalaain ungliyaan
जब तुम्हारे इश्क़ में मैं ने जलाईं उँगलियाँ
divaar ke hue to kabhi dar ke ho gae
दीवार के हुए तो कभी दर के हो गए
musalsal aankh mein yuun aanaa jaanaa aansuon kaa hai
मुसलसल आँख में यूँ आना जाना आँसुओं का है