Sher
tu agar nazan hai apne husn par mah-e-mubin
dil bhi vo zarra hai jis ki raushni kuchh kam nahin
A
Afsar NarviAfsar Narvi
tu agar nazan hai apne husn par mah-e-mubin
dil bhi vo zarra hai jis ki raushni kuchh kam nahin
rah-guzar-e-ma.arifat tak ho rasa.i ya na ho
jazba--e-pur-shauq ki varaftagi kuchh kam nahin
tu agar naazaan hai apne husn par maah-e-mubin
dil bhi vo zarra hai jis ki raushni kuchh kam nahin
rah-guzaar-e-maarifat tak ho rasaai yaa na ho
jazba--e-pur-shauq ki vaaraftagi kuchh kam nahin