mohabbat main bhi karta huun mohabbat tum bhi karte ho
magar donon men munh-dekhi mohabbat kaun karta hai
Afzal Peshawari
Afzal Peshawari
Sherशेर
See all 8 →mohabbat main bhi karta huun mohabbat tum bhi karte ho
मोहब्बत मैं भी करता हूँ मोहब्बत तुम भी करते हो
sujhti hain sainkaDon baten mujhe
सूझती हैं सैंकड़ों बातें मुझे
idhar aao main dil ki baat kah duun
इधर आओ मैं दिल की बात कह दूँ
main to husn-e-nazar samajhta huun
मैं तो हुस्न-ए-नज़र समझता हूँ
laakh duniya khilaf ho jaa.e
लाख दुनिया ख़िलाफ़ हो जाए
jo mere 'ilm men nahin aa.i
जो मेरे 'इल्म में नहीं आई
Popular Sher & Shayari
16 totalsujhti hain sainkaDon baten mujhe
haath se mauqa nikal jaane ke baa'd
idhar aao main dil ki baat kah duun
ki tum se to koi parda nahin hai
main to husn-e-nazar samajhta huun
log jis ko shabab kahte hain
laakh duniya khilaf ho jaa.e
aap ka dil to saaf ho jaa.e
jo mere 'ilm men nahin aa.i
vo khata to mu'af ho jaa.e
main to husn-e-nazar samajhtaa huun
log jis ko shabaab kahte hain
mohabbat main bhi kartaa huun mohabbat tum bhi karte ho
magar donon mein munh-dekhi mohabbat kaun kartaa hai
sujhti hain sainkaDon baatein mujhe
haath se mauqa nikal jaane ke baa'd
hamesha ke liye vo jaa chuke hain
khayaal un kaa magar jaataa nahin hai
laakh duniyaa khilaaf ho jaae
aap kaa dil to saaf ho jaae
jo mere 'ilm mein nahin aai
vo khataa to mu'aaf ho jaae
Ghazalग़ज़ल
agar badlaa kabhi rukh be-rukhi kaa
अगर बदला कभी रुख़ बे-रुख़ी का
mire ham-nashin mire dilrubaa mujhe bhuul jaa mujhe bhuul jaa
मिरे हम-नशीं मिरे दिलरुबा मुझे भूल जा मुझे भूल जा
naujavaani mein ajab dil ki lagi hoti hai
नौजवानी में अजब दिल की लगी होती है
pesh aane lage hain nafrat se
पेश आने लगे हैं नफ़रत से
chhupaaun laakh raaz-e-'ishq ifshaa ho hi jaataa hai
छुपाऊँ लाख राज़-ए-'इश्क़ इफ़्शा हो ही जाता है
aap ke dil ko mire dil se kahin pyaar na ho
आप के दिल को मिरे दिल से कहीं प्यार न हो





