Sher
baDi mushkil se aa ke baiTha huun
dard uThte hain mat uTha.en mujhe

Ahmad Aqeel
tere be-rabt bayaanaat se khauf aataa hai
तेरे बे-रब्त बयानात से ख़ौफ़ आता है
aalam-e-zaat mein jhaanko koi kab achchhaa hai
आलम-ए-ज़ात में झाँको कोई कब अच्छा है
dil ke ghaav bhi kaam aaein mujhe
दिल के घाव भी काम आएँ मुझे
vo kisi aur samt jaate rahe
वो किसी और सम्त जाते रहे
ye tarz-e-takallum hai tiraa ham-nafasaan se
ये तर्ज़-ए-तकल्लुम है तिरा हम-नफ़साँ से
khud ko har din nai turbat pe khaDaa paate hain
ख़ुद को हर दिन नई तुर्बत पे खड़ा पाते हैं