Sher
duniya ne jo zakhm diye the bhar diye teri yadon ne
yadon ne jo zakhm laga.e vo baDh kar nasur hue
A
Ahmad Shahid KhanAhmad Shahid Khan
duniya ne jo zakhm diye the bhar diye teri yadon ne
yadon ne jo zakhm laga.e vo baDh kar nasur hue
sham.a ki tarah se jalna siikh auron ke liye
gar tamanna dil men hai to raunaq-e-mahfil bane
ye gutthi kab se main suljha raha huun
jahan se main huun ya mujh se jahan hai
ye gutthi kab se main suljhaa rahaa huun
jahaan se main huun yaa mujh se jahaan hai
duniyaa ne jo zakhm diye the bhar diye teri yaadon ne
yaadon ne jo zakhm lagaae vo baDh kar naasur hue
shama ki tarah se jalnaa siikh auron ke liye
gar tamannaa dil mein hai to raunaq-e-mahfil bane
le ke phir zakhmon ki saughaat bahaaro aao
ले के फिर ज़ख़्मों की सौग़ात बहारो आओ
saaraa aalam dhuaan dhuaan kyuun hai
सारा आलम धुआँ धुआँ क्यूँ है
duniyaa sabhi baatil ki talabgaar lage hai
दुनिया सभी बातिल की तलबगार लगे है
jab tak ghubaar-e-raah miraa ham-safar rahaa
जब तक ग़ुबार-ए-राह मिरा हम-सफ़र रहा
dil ki khvaahish baDhte baDhte tufaan hoti jaati hai
दिल की ख़्वाहिश बढ़ते बढ़ते तूफ़ाँ होती जाती है
junun ki rasm zamaane mein aam ho na saki
जुनूँ की रस्म ज़माने में आम हो न सकी