Sher
"tire is phuul se chehre ne ab ke mire zakhmon ko mahkaya bahut hai"

Anwar Shadani
"tire is phuul se chehre ne ab ke mire zakhmon ko mahkaya bahut hai"
"meri nigah-e-shauq ka jaadu bhi kam nahin ankhon men ankhen Daal ke dekha na kijiye"
tire is phuul se chehre ne ab ke
mire zakhmon ko mahkaayaa bahut hai
meri nigaah-e-shauq kaa jaadu bhi kam nahin
aankhon mein aankhein Daal ke dekhaa na kijiye
paas baiThe raho kuchh der bahal jaane do
पास बैठे रहो कुछ देर बहल जाने दो
zindagi be-sar-o-saamaan hai qissa kyaa hai
ज़िंदगी बे-सर-ओ-सामान है क़िस्सा क्या है
paDe jo kaam to dil se kisi kaa saath na de
पड़े जो काम तो दिल से किसी का साथ न दे
jaante hi nahin khushi kyaa hai
जानते ही नहीं ख़ुशी क्या है
koi khush hai koi naakaam hai aisaa kyon hai
कोई ख़ुश है कोई नाकाम है ऐसा क्यों है
martabe husn ke kam hon ye zaruri to nahin
मर्तबे हुस्न के कम हों ये ज़रूरी तो नहीं