Sher
jo bhi hai dil men aap ke khul kar bata.iye hamen
kahte hain aap Thiik hain rahte hain be-qarar se

Aqib Sabir
jo bhi hai dil men aap ke khul kar bata.iye hamen
kahte hain aap Thiik hain rahte hain be-qarar se
phir vahi khvab vahi zid nahin 'aqib-sabir'
ham usulon se baghavat nahin karne vaale
jo bhi hai dil mein aap ke khul kar bataaiye hamein
kahte hain aap Thiik hain rahte hain be-qaraar se
phir vahi khvaab vahi zid nahin 'aaqib-saabir'
ham usulon se baghaavat nahin karne vaale
hai itni dhuup ki tanhaaiyaan ujaalti hai
है इतनी धूप कि तन्हाइयाँ उजालती है
agar ye raah pahle hi se Thahraai nahin hoti
अगर ये राह पहले ही से ठहराई नहीं होती
tumhaare paas aane kaa ishaara ho gayaa hai
तुम्हारे पास आने का इशारा हो गया है
nafas nafas zindagi ke ho kar ajal ki tashhir kar rahe hain
नफ़स नफ़स ज़िंदगी के हो कर अजल की तश्हीर कर रहे हैं
miraa vajud shumaar-e-nafas mein aayaa naiin
मिरा वजूद शुमार-ए-नफ़स में आया नईं
tishna-kaami mein ri'aayat nahin karne vaale
तिश्ना-कामी में रि'आयत नहीं करने वाले