Sher
phisal kar rah ga.e hain na-gahan kele ke chhilke se
kamanden Dalne ghar se chale the chand taron par

Arshad Mir
phisal kar rah ga.e hain na-gahan kele ke chhilke se
फिसल कर रह गए हैं ना-गहाँ केले के छिलके से
bura angrez ko kahta huun piTta huun clerkon se
बुरा अंग्रेज़ को कहता हूँ पिटता हूँ क्लरकों से
yahi 'arshad' hamare nau-javanon ki kahani hai
यही 'अरशद' हमारे नौ-जवानों की कहानी है
phisal kar rah ga.e hain na-gahan kele ke chhilke se
kamanden Dalne ghar se chale the chand taron par
bura angrez ko kahta huun piTta huun clerkon se
gad.he se gir ke ghussa aa hi jaata hai kumharon par
yahi 'arshad' hamare nau-javanon ki kahani hai
jiye daulat ki khatir aur mare filmi-sitaron par
yahi 'arshad' hamaare nau-javaanon ki kahaani hai
jiye daulat ki khaatir aur mare filmi-sitaaron par
phisal kar rah gae hain naa-gahaan kele ke chhilke se
kamandein Daalne ghar se chale the chaand taaron par
buraa angrez ko kahtaa huun piTtaa huun clerkon se
gadhe se gir ke ghussa aa hi jaataa hai kumhaaron par