Sher
ye duniya nafraton ke akhri stage pe hai
ilaaj is ka mohabbat ke siva kuchh bhi nahin hai

Charan Singh Bashar
ai sar-phiri havaa tujhe is ki khabar bhi hai
ऐ सर-फिरी हवा तुझे इस की ख़बर भी है
kisi gum-karda-e-manzil ne hi pahre pe rakkhi hai
किसी गुम-कर्दा-ए-मंज़िल ने ही पहरे पे रख्खी है
main andheraa ek shab kaa tiraa sham' saa zamaana
मैं अंधेरा एक शब का तिरा शम' सा ज़माना
kab tak rahegaa shab kaa safar dekhnaa ye hai
कब तक रहेगा शब का सफ़र देखना ये है
hamin jaise binaa patvaar dariyaa paar karte hain
हमीं जैसे बिना पतवार दरिया पार करते हैं
fazaa-e-aadmiyyat ko sanvarne hi nahin dete
फ़ज़ा-ए-आदमियत को सँवरने ही नहीं देते