tu dekh lena hamare bachchon ke baal jaldi safed honge
hamari chhoDi hui udasi se saat naslen udaas hongi

Danish Naqwi
Danish Naqwi
Sherशेर
tu dekh lena hamare bachchon ke baal jaldi safed honge
तू देख लेना हमारे बच्चों के बाल जल्दी सफ़ेद होंगे
ye jis ki beTi ke sar ki chadar ka.i jagah se phaTi hui hai
ये जिस की बेटी के सर की चादर कई जगह से फटी हुई है
dekho mujhe ab meri jagah se na hilana
देखो मुझे अब मेरी जगह से न हिलाना
aisi tasvir bana rote hue khush bhi lagun
ऐसी तस्वीर बना रोते हुए ख़ुश भी लगूँ
jaate hue kamre ki kisi chiiz ko chhu de
जाते हुए कमरे की किसी चीज़ को छू दे
Popular Sher & Shayari
10 totalye jis ki beTi ke sar ki chadar ka.i jagah se phaTi hui hai
tum us ke gaanv men ja ke dekho to aadhi faslen kapas hongi
dekho mujhe ab meri jagah se na hilana
phir tum mujhe tartib se rakh kar nahin jaate
aisi tasvir bana rote hue khush bhi lagun
gham ki tarsil to ho gham ka tamasha na bane
jaate hue kamre ki kisi chiiz ko chhu de
main yaad karunga ki tire haath lage the
tu dekh lenaa hamaare bachchon ke baal jaldi safed honge
hamaari chhoDi hui udaasi se saat naslein udaas hongi
ye jis ki beTi ke sar ki chaadar kai jagah se phaTi hui hai
tum us ke gaanv mein jaa ke dekho to aadhi faslein kapaas hongi
dekho mujhe ab meri jagah se na hilaanaa
phir tum mujhe tartib se rakh kar nahin jaate
aisi tasvir banaa rote hue khush bhi lagun
gham ki tarsil to ho gham kaa tamaasha na bane
jaate hue kamre ki kisi chiiz ko chhu de
main yaad karungaa ki tire haath lage the
Ghazalग़ज़ल
musibatein sar-barahna hongi aqidatein be-libaas hongi
मुसीबतें सर-बरहना होंगी अक़ीदतें बे-लिबास होंगी
kisi ko apni kisi ko apni kisi ko apni paDi hui hai
किसी को अपनी किसी को अपनी किसी को अपनी पड़ी हुई है
vo kitni der khaDaa sochtaa rahaa mujh ko
वो कितनी देर खड़ा सोचता रहा मुझ को
nazar to aaya magar jaa-ba-jaa nahin aaya
नज़र तो आया मगर जा-ब-जा नहीं आया
kabhi kabhi tu na hogi kabhi huaa karegi
कभी कभी तू न होगी कभी हुआ करेगी
pyaase chehron par lagte hain khaali haath duaaon ke
प्यासे चेहरों पर लगते हैं ख़ाली हाथ दुआओं के





