Sher
un mad-bhari ankhon ki tarif ho kya zahid
dekho to hain do saghar samjho to hain mai-khana
D
Dua DabaiviDua Dabaivi
un mad-bhari ankhon ki tarif ho kya zahid
dekho to hain do saghar samjho to hain mai-khana
aap ke inkar ne barpa talatum kar diya
aa ga.i thi kashti-e-ummid sahil ke qarib
aap ke inkaar ne barpaa talaatum kar diyaa
aa gai thi kashti-e-ummid saahil ke qarib
un mad-bhari aankhon ki taarif ho kyaa zaahid
dekho to hain do saaghar samjho to hain mai-khaana