aata nahin adu se yaari mujhe nibhana
milta nahin vo dil se phir haath kya milana

Ehya Bhojpuri
Ehya Bhojpuri
Sherशेर
See all 20 →aata nahin adu se yaari mujhe nibhana
आता नहीं अदू से यारी मुझे निभाना
sukun kitna tha jhonpaDi men
सुकून कितना था झोंपड़ी में
khushbu bikherna miri fitrat hai dosto
ख़ुशबू बिखेरना मिरी फ़ितरत है दोस्तो
khaTak raha huun musalsal kisi ki ankhon men
खटक रहा हूँ मुसलसल किसी की आँखों में
miTti nahin tarikh se koi bhi ibarat
मिटती नहीं तारीख़ से कोई भी इबारत
ye kya ki har vaqt ji-huzuri men sar jhuka.e khaDe ho 'ahya'
ये क्या कि हर वक़्त जी-हुज़ूरी में सर झुकाए खड़े हो 'अहया'
Popular Sher & Shayari
40 totalsukun kitna tha jhonpaDi men
mahal men aa kar pata chala hai
khushbu bikherna miri fitrat hai dosto
khushbu bikherta huun main gul-dan chhoD kar
khaTak raha huun musalsal kisi ki ankhon men
isi liye to nishane pe baar baar huun main
miTti nahin tarikh se koi bhi ibarat
tarikh likhegi ki likha kaaT rahe hain
ye kya ki har vaqt ji-huzuri men sar jhuka.e khaDe ho 'ahya'
agar baghavat ka par tumhara bhi phaDphaDa.e to sar uThao
nazar utaarti hain vaqt vaqt par meri
mili hain maaon ko binaaiyaan ajib-o-gharib
miraa ghar jalaane vaale mujhe fikr hai tiri bhi
ki havaa kaa rukh jo badlaa tiraa ghar bhi jal na jaae
yuun to laDaai-jhagDe ki aadat nahin mujhe
phir bhi ghalat kiyaa thaa garebaan chhoD kar
sab hifaazat kar rahein hain mustaqil divaar ki
jab ki hamla ho rahaa hai mustaqil buniyaad par
khud par kisi ko hansne kaa mauqa nahin diyaa
puchhaa kisi ne haal to cigarette jalaa liyaa
milaa hai takht jo jamhuriyat mein bandar ko
to un se kyaa sabhi jangal ke sher Dar jaaein
Ghazalग़ज़ल
haathon ki lakiron kaa likhaa kaaT rahe hain
हाथों की लकीरों का लिखा काट रहे हैं
jab ho gayaa kamaal to cigarette jalaa liyaa
जब हो गया कमाल तो सिगरेट जला लिया
tabsira kyon kar rahe ho baarhaa ajdaad par
तब्सिरा क्यों कर रहे हो बारहा अज्दाद पर
diip andhon ke darmiyaan hogaa
दीप अंधों के दरमियाँ होगा
kaise kabhi kisi ko dikhaaegaa aaina
कैसे कभी किसी को दिखाएगा आईना
hijrat karo to rishta-o-saamaan chhoD kar
हिजरत करो तो रिश्ता-ओ-सामान छोड़ कर





