Sher
husn kya hai nazar ki shokhi hai
ishq kya hai pata nahin kiya hai

Faiyaz Aswad
husn kya hai nazar ki shokhi hai
हुस्न क्या है नज़र की शोख़ी है
kab se nikla hua hai kisi khoj men
कब से निकला हुआ है किसी खोज में
vo samajh to len ki yuun hai unhen is se kya ki kyuun hai
वो समझ तो लें कि यूँ है उन्हें इस से क्या कि क्यूँ है
kab kaha tu saath mere khud-kushi kar
कब कहा तू साथ मेरे ख़ुद-कुशी कर
is ta'alluq ko tu raste ki rukavaT na samajh
इस तअल्लुक़ को तू रस्ते की रुकावट न समझ
husn kya hai nazar ki shokhi hai
ishq kya hai pata nahin kiya hai
kab se nikla hua hai kisi khoj men
chand apni jagah par nahin aa raha
vo samajh to len ki yuun hai unhen is se kya ki kyuun hai
miri a.ankhon ki ye surkhi mire honTon ki siyahi
kab kaha tu saath mere khud-kushi kar
Dubta huun aur tu manzar-kashi kar
is ta'alluq ko tu raste ki rukavaT na samajh
ab kisi aur ka hona hai to chal ja ho ja
is ta'alluq ko tu raste ki rukaavaT na samajh
ab kisi aur kaa honaa hai to chal jaa ho jaa
kab kahaa tu saath mere khud-kushi kar
Dubtaa huun aur tu manzar-kashi kar
husn kyaa hai nazar ki shokhi hai
ishq kyaa hai pata nahin kiyaa hai
kab se niklaa huaa hai kisi khoj mein
chaand apni jagah par nahin aa rahaa
vo samajh to lein ki yuun hai unhein is se kyaa ki kyuun hai
miri aaankhon ki ye surkhi mire honTon ki siyaahi