Sher
pagal-pan men aa kar pagal kuchh bhi to kar sakta hai
khud ko izzat-dar samajhne vaale mujh se duur rahen

Faiz Alam Babar
pagal-pan men aa kar pagal kuchh bhi to kar sakta hai
khud ko izzat-dar samajhne vaale mujh se duur rahen
dekhta hai kaun 'babar' kis ka kya kirdar hai
jis se jo mansub qissa ho gaya to ho gaya
paagal-pan mein aa kar paagal kuchh bhi to kar saktaa hai
khud ko izzat-daar samajhne vaale mujh se duur rahein
dekhtaa hai kaun 'baabar' kis kaa kyaa kirdaar hai
jis se jo mansub qissa ho gayaa to ho gayaa