tum ko aana hai to aa jaao isi aalam men
bigDe halat gharibon ke sanvarte hain kahin

Firdaus Gayavi
Firdaus Gayavi
Sherशेर
tum ko aana hai to aa jaao isi aalam men
तुम को आना है तो आ जाओ इसी आलम में
main ek sang huun mujh men hain suraten pinhan
मैं एक संग हूँ मुझ में हैं सूरतें पिन्हाँ
vahi jo deta hai duniya ko uljhanon se najat
वही जो देता है दुनिया को उलझनों से नजात
tamam umr jo hansta hi rah gaya yaaro
तमाम उम्र जो हँसता ही रह गया यारो
ilm ki ibtida hai hangama
इल्म की इब्तिदा है हंगामा
Popular Sher & Shayari
10 totalmain ek sang huun mujh men hain suraten pinhan
mujhe tarashne aazar to samne aa.e
vahi jo deta hai duniya ko uljhanon se najat
kabhi kabhi vahi uljhan men Daal deta hai
tamam umr jo hansta hi rah gaya yaaro
bala ka dard tha us shakhs ki kahani men
ilm ki ibtida hai hangama
ilm ki intiha hai khamoshi
tum ko aanaa hai to aa jaao isi aalam mein
bigDe haalaat gharibon ke sanvarte hain kahin
ilm ki ibtidaa hai hangaama
ilm ki intihaa hai khaamoshi
vahi jo detaa hai duniyaa ko uljhanon se najaat
kabhi kabhi vahi uljhan mein Daal detaa hai
tamaam umr jo hanstaa hi rah gayaa yaaro
balaa kaa dard thaa us shakhs ki kahaani mein
main ek sang huun mujh mein hain suratein pinhaan
mujhe taraashne aazar to saamne aae
Ghazalग़ज़ल
ye sach nahin ki tamaazat se Dar gai hai nadi
ये सच नहीं कि तमाज़त से डर गई है नदी
hamein achchhi nahin lagti zamaane ki koi khushbu
हमें अच्छी नहीं लगती ज़माने की कोई ख़ुशबू
umiid ki koi chaadar to saamne aae
उमीद की कोई चादर तो सामने आए
ahl-e-khirad ko ahl-e-nazar kaa pata chalaa
अहल-ए-ख़िरद को अहल-ए-नज़र का पता चला
na mein yaqin mein rakhkhun na to gumaan mein rakh
न में यक़ीन में रख्खूँ न तो गुमान में रख
khushk honTon pe kuchh nami rakh do
ख़ुश्क होंटों पे कुछ नमी रख दो





