Sher
kuchh aise bhi paDhaku panchhiyon ko ham ne dekha hai
ki par daftar men panje shahr men minqar college men

Inam
kuchh aise bhi paDhaku panchhiyon ko ham ne dekha hai
कुछ ऐसे भी पढ़ाकू पंछियों को हम ने देखा है
1 views
chor-sahib do adad T.V uDa kar le ga.e
चोर-साहिब दो अदद टीवी उड़ा कर ले गए
lekin kalam kijiye mujh se adab ke saath
लेकिन कलाम कीजिए मुझ से अदब के साथ
vo degre ki baja.e mam le kar lauT aaya hai
वो डिग्री की बजाए मेम ले कर लौट आया है
mohabbat ka maza hota hai shadi ke irade tak
मोहब्बत का मज़ा होता है शादी के इरादे तक
dulha aur dulhan ki umren puchhin to ma.alum hua
दूल्हा और दुल्हन की उम्रें पूछीं तो मालूम हुआ
kuchh aise bhi paDhaku panchhiyon ko ham ne dekha hai
ki par daftar men panje shahr men minqar college men
chor-sahib do adad T.V uDa kar le ga.e
ek apne vaste aur ek thane ke liye
lekin kalam kijiye mujh se adab ke saath
naukar huun koi aap ka shauhar nahin huun main
vo degre ki baja.e mam le kar lauT aaya hai
mila tha dakhila jis ko samundar-par college men
mohabbat ka maza hota hai shadi ke irade tak
phir is ke baa'd jo hota hai sab be-kar hota hai
dulha aur dulhan ki umren puchhin to ma.alum hua
pachpan saal ki laDki hai aur saaTh baras ka laDka hai
tamaam umr ganvaa di jise bhulaane mein
vo nisf maazi kaa qissa thaa nisf haal kaa thaa
lekin kalaam kijiye mujh se adab ke saath
naukar huun koi aap kaa shauhar nahin huun main
vo degrē ki bajaae mam le kar lauT aayaa hai
milaa thaa daakhila jis ko samundar-paar college mein
miraa matlab mahine tak nahaane ki na ho fursat
to phir hafte ke hafte haath munh dhonaa zaruri hai
kuchh aise bhi paDhaaku panchhiyon ko ham ne dekhaa hai
ki par daftar mein panje shahr mein minqaar college mein
paise na the ilaaj ke gar teri jeb mein
phir ye bataa huaa hai tu bimaar kis liye