Sher
mire ansuon pe nazar na kar mira shikva sun ke khafa na ho
use zindagi ka bhi haq nahin jise dard-e-ishq mila na ho
K
Kaif IkramiKaif Ikrami
mire ansuon pe nazar na kar mira shikva sun ke khafa na ho
use zindagi ka bhi haq nahin jise dard-e-ishq mila na ho
tujhe kya bata.un main be-khabar ki hai dard-e-ishq men kya asar
ye hai vo latif si kaifiyat jo zaban tak aa.e ada na ho
mire aansuon pe nazar na kar miraa shikva sun ke khafaa na ho
use zindagi kaa bhi haq nahin jise dard-e-ishq milaa na ho
tujhe kyaa bataaun main be-khabar ki hai dard-e-ishq mein kyaa asar
ye hai vo latif si kaifiyat jo zabaan tak aae adaa na ho