Sher
hava se kah do ki yuun khud ko aazma ke dikha.e
bahut charagh bujhati hai ik jala ke dikha.e
K
Kamal HatviKamal Hatvi
hava se kah do ki yuun khud ko aazma ke dikha.e
bahut charagh bujhati hai ik jala ke dikha.e
bichhaD jaane ka gham tauba are tauba are tauba
ye vo hai jo ki dimak ki tarah sab chaaT jaata hai
nazar ankhon ki gum si ho rahi hai
ki ab tum bas suna.i de rahe ho
havaa se kah do ki yuun khud ko aazmaa ke dikhaae
bahut charaagh bujhaati hai ik jalaa ke dikhaae
bichhaD jaane kaa gham tauba are tauba are tauba
ye vo hai jo ki dimak ki tarah sab chaaT jaataa hai
nazar aankhon ki gum si ho rahi hai
ki ab tum bas sunaai de rahe ho
zindagi bhar kaa ronaa gaanaa hai
ज़िंदगी भर का रोना गाना है
ek duniyaa hasin chaahte hain
एक दुनिया हसीन चाहते हैं
taalluq TuTne kaa gham uThaanaa bhi zaruri thaa
तअल्लुक़ टूटने का ग़म उठाना भी ज़रूरी था
aankhein gaiin surur gayaa lat chali gai
आँखें गईं सुरूर गया लत चली गई
us ne mujh se ghalat-bayaani ki
उस ने मुझ से ग़लत-बयानी की
kinaare par jab us ne paanv Daale
किनारे पर जब उस ने पाँव डाले