bhuuk takhliq ka talent baDha deti hai
peT khali ho to ham sher naya kahte hain

Khalid Irfan
Khalid Irfan
Sherशेर
See all 21 →bhuuk takhliq ka talent baDha deti hai
भूक तख़्लीक़ का टैलेंट बढ़ा देती है
do chaar din se meri sama.at block thi
दो चार दिन से मेरी समाअत ब्लाक थी
kaisa ajiib aaya hai is saal ka bajaT
कैसा अजीब आया है इस साल का बजट
jo tum parfum men Dupki laga kar roz aati ho
जो तुम परफ़्यूम में डुबकी लगा कर रोज़ आती हो
jo lughat ko toD-maroD de jo ghazal ko nasr se joD de
जो लुग़त को तोड़-मरोड़ दे जो ग़ज़ल को नस्र से जोड़ दे
na hon paise to istiqbaliyon se kuchh nahin hoga
न हों पैसे तो इस्तक़बालियों से कुछ नहीं होगा
Popular Sher & Shayari
42 totaldo chaar din se meri sama.at block thi
tum ne ghazal paDhi to mira kaan khul gaya
kaisa ajiib aaya hai is saal ka bajaT
murghi ka jo bajaT hai vahi daal ka bajaT
jo tum parfum men Dupki laga kar roz aati ho
faza tum se mo.attar hai hava men kuchh nahin rakkha
jo lughat ko toD-maroD de jo ghazal ko nasr se joD de
main vo bad-mazaq-e-sukhan nahin vo jadidiya koi aur hai
na hon paise to istiqbaliyon se kuchh nahin hoga
kisi sha.er ko khali taliyon se kuchh nahin hoga
kaisaa ajiib aayaa hai is saal kaa bajaT
murghi kaa jo bajaT hai vahi daal kaa bajaT
jo tum parfum mein Dupki lagaa kar roz aati ho
fazaa tum se moattar hai havaa mein kuchh nahin rakkhaa
jo lughat ko toD-maroD de jo ghazal ko nasr se joD de
main vo bad-mazaaq-e-sukhan nahin vo jadidiyaa koi aur hai
election phir vo zil-hijj ke mahine mein karaaeinge
to kyaa do daant ke voter ki phir qurbaaniyaan hongi
main ne bas itnaa hi likhaa i-love-you aur phir
us ne aage kar diyaa thaa gaal internet par
do chaar din se meri samaaat block thi
tum ne ghazal paDhi to miraa kaan khul gayaa
Ghazalग़ज़ल
shaaer mushaaere ke liye maan to gayaa
शायर मुशायरे के लिए मान तो गया
main corruption ki fazilat ko kahaan samjhaa thaa
मैं करप्शन की फ़ज़ीलत को कहाँ समझा था
baat hoti hai pas-e-chakvaal internet par
बात होती है पस-ए-चकवाल इंटरनेट पर
garmi jo aai ghar kaa havaa-daan khul gayaa
गर्मी जो आई घर का हवा-दान खुल गया
sehat achchhi na ho to zulf-e-nisvaani se bachnaa
सेहत अच्छी न हो तो ज़ुल्फ़-ए-निस्वानी से बचना
thoDi si income ki khaatir be-chaaron ko maar diyaa
थोड़ी सी इन्कम की ख़ातिर बे-चारों को मार दिया





