Sher
pahle to chand log taraf-dar the mire
phir vo bhi vaqt tha ki khuda bhi usi ka tha
K
Khan Mohammad KhaleelKhan Mohammad Khaleel
pahle to chand log taraf-dar the mire
phir vo bhi vaqt tha ki khuda bhi usi ka tha
tum apni astin gar dho bhi loge
pukar uTThega khanjar dekh lena
khud apne dil ki sada teri dastakon si lagi
guman men tha tera aana qayas aisa tha
pahle to chand log taraf-daar the mire
phir vo bhi vaqt thaa ki khudaa bhi usi kaa thaa
tum apni aastin gar dho bhi loge
pukaar uTThegaa khanjar dekh lenaa
khud apne dil ki sadaa teri dastakon si lagi
gumaan mein thaa teraa aanaa qayaas aisaa thaa