Sher
"kal siyasat men bhi mohabbat thi ab mohabbat men bhi siyasat hai"

Khwaja Sajid
"kal siyasat men bhi mohabbat thi ab mohabbat men bhi siyasat hai"
"kaun kitna zabt kar sakta hai karb-e-hijr ko rail jab chalne lagegi faisla ho ja.ega"
"saare jazbon ke bandh TuuT ga.e us ne bas ye kaha ijazat hai"
kaun kitnaa zabt kar sakta hai karb-e-hijr ko
rail jab chalne lagegi faisla ho jaaegaa
kal siyaasat mein bhi mohabbat thi
ab mohabbat mein bhi siyaasat hai
saare jazbon ke baandh TuuT gae
us ne bas ye kahaa ijaazat hai
kuchh sahmi sharmaai khushbu
कुछ सहमी शरमाई ख़ुशबू
us kaa lahja ukhaDtaa jaataa hai
उस का लहजा उखड़ता जाता है
amn ki pothi juzdaanon mein haathon mein hathiyaar
अम्न की पोथी जुज़दानों में हाथों में हथियार
zulmaton mein jiite hain, raushni ke maare hain
ज़ुल्मतों में जीते हैं, रौशनी के मारे हैं
koi shisha na dar salaamat hai
कोई शीशा न दर सलामत है
raat be-khvaabiyon kaa safar tere bin
रात बे-ख़्वाबियों का सफ़र तेरे बिन