Sher
nazm-e-jahan ko zer-o-zabar dekhta huun main
maada ke ikhtiyar men nar dekhta huun main
M
Machis LakhnaviMachis Lakhnavi
nazm-e-jahan ko zer-o-zabar dekhta huun main
नज़्म-ए-जहाँ को ज़ेर-ओ-ज़बर देखता हूँ मैं
aur to kuchh bhi nahin hazrat-e-'machis' lekin
और तो कुछ भी नहीं हज़रत-ए-'माचिस' लेकिन
vo un ka zamana tha jahan aql baDi thi
वो उन का ज़माना था जहाँ अक़्ल बड़ी थी
DhunDiye khair se ja kar koi moTi sasural
ढूँडिए ख़ैर से जा कर कोई मोटी ससुराल
vaa.iz ko jo dekho to ghaTa-Top andhera
वाइ'ज़ को जो देखो तो घटा-टोप अँधेरा
buton par main agar maa.il huun vo huron pe maa.il hain
बुतों पर मैं अगर माइल हूँ वो हूरों पे माइल हैं
nazm-e-jahan ko zer-o-zabar dekhta huun main
maada ke ikhtiyar men nar dekhta huun main
aur to kuchh bhi nahin hazrat-e-'machis' lekin
aap men aag lagane ka kamal achchha hai
vo un ka zamana tha jahan aql baDi thi
ye mera zamana hai yahan bhains baDi hai
DhunDiye khair se ja kar koi moTi sasural
haath jo muft men aa.e to vo maal achchha hai
vaa.iz ko jo dekho to ghaTa-Top andhera
saaqi ko jo dekho to kiran phuuT rahi hai
buton par main agar maa.il huun vo huron pe maa.il hain
janab-e-shaikh men bhi ye himaqat paa.i jaati hai
vaaiz ne mujh mein dekhi hai imaan ki kami
vaaiz mein sirf dum ki kasar dekhtaa huun main
DhunDiye khair se jaa kar koi moTi sasuraal
haath jo muft mein aae to vo maal achchhaa hai
hukm begam ke chalaa karte hain jelar ki tarah
ab miraa ghar bhi mujhe jail huaa jaataa hai
aur to kuchh bhi nahin hazrat-e-'maachis' lekin
aap mein aag lagaane kaa kamaal achchhaa hai
buton par main agar maail huun vo huron pe maail hain
janaab-e-shaikh mein bhi ye himaaqat paai jaati hai
nazm-e-jahaan ko zer-o-zabar dekhtaa huun main
maada ke ikhtiyaar mein nar dekhtaa huun main