Sher
yuun to ashkon se bhi hota hai alam ka iz.har
haa.e vo gham jo tabassum se ayaan hota hai

Maqbool Naqsh
yuun to ashkon se bhi hota hai alam ka iz.har
haa.e vo gham jo tabassum se ayaan hota hai
patthar bhi chaTakhte hain to de jaate hain avaz
dil TuuT rahe hain to sada kyuun nahin dete
kya meri tarah khanaman-barbad ho tum bhi
kya baat hai tum ghar ka pata kyuun nahin dete
yuun to ashkon se bhi hotaa hai alam kaa izhaar
haae vo gham jo tabassum se ayaan hotaa hai
kyaa meri tarah khaanamaan-barbaad ho tum bhi
kyaa baat hai tum ghar kaa pataa kyuun nahin dete
patthar bhi chaTakhte hain to de jaate hain aavaaz
dil TuuT rahe hain to sadaa kyuun nahin dete
itnaa majbur aadmi kyuun hai
इतना मजबूर आदमी क्यूँ है
maqaam-e-amn qafas kyaa ki aashiyaan bhi nahin
मक़ाम-ए-अम्न क़फ़स क्या कि आशियाँ भी नहीं
dil kaa ik ik daagh sham-e-zer-e-daamaan ho gayaa
दिल का इक इक दाग़ शम-ए-ज़ेर-ए-दामाँ हो गया
hadd-e-parvaaz-e-jamaal aap ki angDaai hai
हद्द-ए-पर्वाज़-ए-जमाल आप की अंगड़ाई है
ittifaaqan jo kahin ab vo nazar aate hain
इत्तिफ़ाक़न जो कहीं अब वो नज़र आते हैं