Sher
ik ghaDi zindagi men aati hai
maut ka intizar hota hai

Mirza Hasan Nasir
dekheinge meri aahon ke ik din asar ko aap
देखेंगे मेरी आहों के इक दिन असर को आप
kuchh aise shab-e-hijr mein dil meraa jalaa hai
कुछ ऐसे शब-ए-हिज्र में दिल मेरा जला है
choT par choT lagti jaati hai
चोट पर चोट लगती जाती है
dil bahut be-qaraar hotaa hai
दिल बहुत बे-क़रार होता है
ab vo raatein aur vo baatein kahaan
अब वो रातें और वो बातें कहाँ
tum hamein kaash mil gae hote
तुम हमें काश मिल गए होते