Sher
navazish par hain maa.il vo karam-na-ashna nazren
niyaz-e-ishq kaam aa hi gaya hangam-e-naz akhir

Mohammad Saeed Razmi
navazish par hain maa.il vo karam-na-ashna nazren
niyaz-e-ishq kaam aa hi gaya hangam-e-naz akhir
main ab huun gharq-e-jalva ya ki khud huun sahib-e-jalva
hua hai chashm-e-nazzara ko mushkil imtiyaz akhir
navaazish par hain maail vo karam-naa-aashnaa nazrein
niyaaz-e-ishq kaam aa hi gayaa hangaam-e-naaz aakhir
main ab huun gharq-e-jalva yaa ki khud huun saahib-e-jalva
huaa hai chashm-e-nazzaara ko mushkil imtiyaaz aakhir
gila-e-jaur nahin shikva-e-bedaad nahin
गिला-ए-जौर नहीं शिकवा-ए-बेदाद नहीं
ik umr mein ab samjhaa duniyaa kaa ye haasil thaa
इक उम्र में अब समझा दुनिया का ये हासिल था
vo jalva-gah-e-naaz hai yaa bazm-e-tur hai
वो जल्वा-गह-ए-नाज़ है या बज़्म-ए-तूर है
muft raaz-e-zindagi rusvaa kiyaa
मुफ़्त राज़-ए-ज़िंदगी रुस्वा किया
kharaab-haal vafaa ko rulaae jaate hain
ख़राब-हाल वफ़ा को रुलाए जाते हैं
yaa gham-e-mahbub yaa jaam-e-sharaab
या ग़म-ए-महबूब या जाम-ए-शराब