Sher
dil bahut bechain be-aram hai
kya mohabbat ka yahi anjam hai

Munni Bai Hijab
dil bahut bechain be-aram hai
kya mohabbat ka yahi anjam hai
kahunga davar-e-mahshar kar diya jaa.e
ki umr bhar usi kafir ko main ne pyaar kiya
ham aur biich men aate hain un ki baton ke
unhon ne va.ada kiya ham ne e'tibar kiya
dil bahut bechain be-aaraam hai
kyaa mohabbat kaa yahi anjaam hai
kahungaa daavar-e-mahshar kar diyaa jaae
ki umr bhar usi kaafir ko main ne pyaar kiyaa
ham aur biich mein aate hain un ki baaton ke
unhon ne vaada kiyaa ham ne e'tibaar kiyaa