gada-e-shah-e-najaf huun so mere kaase se
jahan ko charkh-e-sukhan ke sabhi pate milenge

Muzammil Abbas Shajar
Muzammil Abbas Shajar
Sherशेर
gada-e-shah-e-najaf huun so mere kaase se
गदा-ए-शाह-ए-नजफ़ हूँ सो मेरे कासे से
ye kis liye ai zamane tiri kare taqlid
ये किस लिए ऐ ज़माने तिरी करे तक़लीद
kaun le dad-e-masiha.i mire zakhmon se
कौन ले दाद-ए-मसीहाई मिरे ज़ख़्मों से
ham ne bhi zulmaton ko miTaya hai apne taur
हम ने भी ज़ुल्मतों को मिटाया है अपने तौर
diya diye ka ise tum ne naam hai yaaro
दिया दिए का इसे तुम ने नाम है यारो
Popular Sher & Shayari
10 totalye kis liye ai zamane tiri kare taqlid
'shajar' ka rizq-e-sukhan karbala se aata hai
kaun le dad-e-masiha.i mire zakhmon se
aur hai kaun mire shahr men tere jaisa
ham ne bhi zulmaton ko miTaya hai apne taur
suraj ke saath saath hamara diya bhi hai
diya diye ka ise tum ne naam hai yaaro
vagarna ye to miri jhonpaDi ka suraj hai
gadaa-e-shaah-e-najaf huun so mere kaase se
jahaan ko charkh-e-sukhan ke sabhi pate mileinge
ye kis liye ai zamaane tiri kare taqlid
'shajar' kaa rizq-e-sukhan karbalaa se aataa hai
kaun le daad-e-masihaai mire zakhmon se
aur hai kaun mire shahr mein tere jaisaa
ham ne bhi zulmaton ko miTaayaa hai apne taur
suraj ke saath saath hamaaraa diyaa bhi hai
diyaa diye kaa ise tum ne naam hai yaaro
vagarna ye to miri jhonpaDi kaa suraj hai
Ghazalग़ज़ल
faraaz-e-daar ko zauq-e-junun talaash kare
फ़राज़-ए-दार को ज़ौक़-ए-जुनूँ तलाश करे
kab haqiqat vo bhalaa duniyaa mein jaam-e-jam ki hai
कब हक़ीक़त वो भला दुनिया में जाम-ए-जम की है
zakhm taaza kiye kuchh aur masihaai ne
ज़ख़्म ताज़ा किए कुछ और मसीहाई ने
kahi jo ham ne ghazal ik ghazal ke chehre par
कही जो हम ने ग़ज़ल इक ग़ज़ल के चेहरे पर
ghurur-e-bazm-e-tarab ko nami ne maar diyaa
ग़ुरूर-ए-बज़्म-ए-तरब को नमी ने मार दिया
aankh se aankh mile ramz khule baat chale
आँख से आँख मिले रम्ज़ खुले बात चले





