Sher
is se baDh kar aur kya ho ishq men divangi
main ne tere hijr men ik ashk ko dariya kiya

Naz Butt
haris-e-khvaahish-e-laal-o-guhar nahin hui main
हरीस-ए-ख़्वाहिश-ए-लअ'ल-ओ-गुहर नहीं हुई मैं
main us mein aks-e-talab apnaa DhunDhti hi rahi
मैं उस में अक्स-ए-तलब अपना ढूँढती ही रही
chaman saa dasht taa-hadd-e-nazar kitnaa hasin hai
चमन सा दश्त ता-हद्द-ए-नज़र कितना हसीं है
dil-o-nigaah ki hairat main rah gae hain ham
दिल-ओ-निगाह की हैरत मैं रह गए हैं हम
kuchh is adaa se hamein gham-gusaar milte hain
कुछ इस अदा से हमें ग़म-गुसार मिलते हैं
pahle dukh dard kai dil mein sambhaale main ne
पहले दुख दर्द कई दिल में सँभाले मैं ने