Sher
bane hain ek sitare ki khaak se shayad
ki donon raqs men rahte hain aur sakin hain

Neelam Bhatti
bane hain ek sitare ki khaak se shayad
ki donon raqs men rahte hain aur sakin hain
hava-e-sabz chali hai mire khayalon men
bana raha hai gulistan miri qaba shayad
bane hain ek sitaare ki khaak se shaayad
ki donon raqs mein rahte hain aur saakin hain
havaa-e-sabz chali hai mire khayaalon mein
banaa rahaa hai gulistaan miri qabaa shaayad
dhaDak rahaa hai khayaalaat ke samundar mein
धड़क रहा है ख़यालात के समंदर में
guzarti shaam ne phir se pukaaraa
गुज़रती शाम ने फिर से पुकारा
sukut-e-shab mein larazte hain vaahime tere
सुकूत-ए-शब में लरज़ते हैं वाहिमे तेरे
dard-e-dil ki baqaa hai shishe mein
दर्द-ए-दिल की बक़ा है शीशे में
aankhon mein ek dasht hai kab se rukaa huaa
आँखों में एक दश्त है कब से रुका हुआ
us sitamgar ne mujhe aaj pukaaraa kyon hai
उस सितमगर ने मुझे आज पुकारा क्यों है