Sher
mujh men kya mere siva aur bhi rahta hai koi
main to so jaati huun phir khvab kise dikhte hain
P
Poonam MeeraPoonam Meera
mujh men kya mere siva aur bhi rahta hai koi
main to so jaati huun phir khvab kise dikhte hain
dasht ankhon men tha avaz men virani thi
kha gaya shahr use kahte hain divani thi
asmanon ke khule baab kise dikhte hain
chashm-e-pur-ab ke girdab kise dikhte hain
mujh mein kyaa mere sivaa aur bhi rahtaa hai koi
main to so jaati huun phir khvaab kise dikhte hain
dasht aankhon mein thaa aavaaz mein viraani thi
khaa gayaa shahr use kahte hain divaani thi
aasmaanon ke khule baab kise dikhte hain
chashm-e-pur-aab ke girdaab kise dikhte hain
junun se zikr se hasrat se aur ibaadat se
जुनूँ से ज़िक्र से हसरत से और इबादत से
us ke insaan ko jagaanaa hai
उस के इंसान को जगाना है
dasht aankhon mein thaa aavaaz mein viraani thi
दश्त आँखों में था आवाज़ में वीरानी थी
aab-e-dariyaa huun pyaas bhi huun main
आब-ए-दरिया हूँ प्यास भी हूँ मैं