Sher
bas ik khata ki musalsal saza abhi tak hai
mire khilaf mira a.ina abhi tak hai

Rais Siddiqui
bas ik khata ki musalsal saza abhi tak hai
mire khilaf mira a.ina abhi tak hai
tire suluk ka gham sub.h-o-sham kya karte
zara si baat pe jiina haram kya karte
na niind ankhon men baaqi na intizar raha
ye haal tha to koi nek kaam kya karte
bas ik khataa ki musalsal sazaa abhi tak hai
mire khilaaf miraa aaina abhi tak hai
tire suluk kaa gham subh-o-shaam kyaa karte
zaraa si baat pe jiinaa haraam kyaa karte
na niind aankhon mein baaqi na intizaar rahaa
ye haal thaa to koi nek kaam kyaa karte